aasman mein kuchh nahin badla hai tara TuTne se
aasman mein kuchh nahin badla hai tara TuTne se
Raghvendra Dwivedi
MORE BYRaghvendra Dwivedi
āsmāñ meñ kuchh nahīñ badlā hai taara TūTne se
chāñd tanhā rah gayā hai saath us kā chhūTne se
ḳhvāb TuuTe aks TuuTe zindagī kī aas TuuTī
jaane kyā kyā TūTtā hai ek dil ke TūTne se
aasman mein kuchh nahin badla hai tara TuTne se
chand tanha rah gaya hai sath us ka chhuTne se
KHwab TuTe aks TuTe zindagi ki aas TuTi
jaane kya kya TuTta hai ek dil ke TuTne se
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.