aasman par hain KHiraman abr-paron ke hujum
āsmāñ par haiñ ḳhirāmāñ abr-pāroñ ke hujūm
is tarah khul khul ke chhuptī hai jabīn-e-āftāb
jis tarah hamsāyoñ kī aamad se hañgām-e-sahar
ghar meñ sharmīlī na.ī dulhan kā andāz-e-naqāb
aasman par hain KHiraman abr-paron ke hujum
is tarah khul khul ke chhupti hai jabin-e-aftab
jis tarah hamsayon ki aamad se hangam-e-sahar
ghar mein sharmili nai dulhan ka andaz-e-naqab
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 144)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.