aaya tha bazm-e-sher mein arz-e-hunar ko main
aayā thā bazm-e-sher meñ arz-e-hunar ko maiñ
ab jā rahā huuñ DhūñDne ahl-e-nazar ko maiñ
sar phoḌnā kamāl-e-junūñ bhī nahīñ rahā
baiThā rahūñgā sar meñ liye dard-e-sar ko maiñ
aaya tha bazm-e-sher mein arz-e-hunar ko main
ab ja raha hun DhunDne ahl-e-nazar ko main
sar phoDna kamal-e-junun bhi nahin raha
baiTha rahunga sar mein liye dard-e-sar ko main
- Book : Kulliyat-e-Hafeez Jalandhari (Pg. 734)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.