ab mujhko ye to ilm nahin ai mere KHuda
ab mujh ko ye to ilm nahīñ ai mire ḳhudā
kaun is nigār-ḳhāne kī zau meñ hulūl hai
aate haiñ har ravish se tire hī mujhe payām
jis gul ko dekhtā huuñ vahī ik rasūl hai
ab mujh ko ye to ilm nahin ai mere KHuda
kaun is nigar-KHane ki zau mein hulul hai
aate hain har rawish se tere hi mujhe payam
jis gul ko dekhta hun wahi ek rasul hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.