abhi jawan hai gham-e-zindagi ka har lamha
abhī javāñ hai ġham-e-zindagī kā har lamha
dhaḌak rahā hai dil-e-be-qarār kī sūrat
hasīn o shoḳh hai mustaqbil-e-bashar kā ḳhayāl
kisī tabassum-e-be-iḳhtiyār kī sūrat
abhi jawan hai gham-e-zindagi ka har lamha
dhaDak raha hai dil-e-be-qarar ki surat
hasin o shoKH hai mustaqbil-e-bashar ka KHayal
kisi tabassum-e-be-iKHtiyar ki surat
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 150)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.