abhi poshida hain nazron se KHazane kitne
abhī poshīda haiñ nazroñ se ḳhazāne kitne
gosh-e-inshāñ se haiñ mahrūm tarāne kitne
ḳhatm ho saktā nahīñ silsila-e-umr-e-darāz
batan-e-taḳhlīq meñ pinhāñ haiñ zamāne kitne
abhi poshida hain nazron se KHazane kitne
gosh-e-inshan se hain mahrum tarane kitne
KHatm ho sakta nahin silsila-e-umr-e-daraaz
batan-e-taKHliq mein pinhan hain zamane kitne
- Book : Kulliyat-e-Ali Sardar Jafri(Vol-I) (Pg. 382)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.