ai dana-ha-e-gandum dekho na muskura ke
ai dāna-hā-e-gandum dekho na muskurā ke
maiñ phir pahuñch rahā huuñ duniyā kī ḳhaak uḌā ke
kyuuñ auj-e-āsmāñ se pheñkā gayā zamīñ par
kyā mutma.in nahīñ hai mahfil se bhī uThā ke
ai dana-ha-e-gandum dekho na muskura ke
main phir pahunch raha hun duniya ki KHak uDa ke
kyun auj-e-asman se phenka gaya zamin par
kya mutmain nahin hai mahfil se bhi uTha ke
- Book : Kulliyat-e-Nazeer Banarasi (Pg. 119)
- Author : Nazeer Banarsi
- Publication : Educational Publishing House (2014)
- Edition : 2014
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.