ai shaiKH kangha karna nahin zeb deta yun
ai shaiḳh kañghā karnā nahīñ zeb detā yuuñ
dāḌhī meñ tū kabhī koī tinkā bhī chhoḌ de
har vaqt apnī biivī ko rakh saath tū magar
''lekin kabhī kabhī use tanhā bhī chhoḌ de''
ai shaiKH kangha karna nahin zeb deta yun
daDhi mein tu kabhi koi tinka bhi chhoD de
har waqt apni biwi ko rakh sath tu magar
lekin kabhi kabhi use tanha bhi chhoD de
- Book : Andaz-e-Baya.n Aur (Pg. 159)
- Author : Asim Peerzadah
- Publication : Asim Peerzadah, Anbita Peerzadgan, Dist. Saharanpur, (U.P.) (2013)
- Edition : 2013
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.