aisi hi barsat hui thi jab apna ghar baiTh gaya
aisī hī barsāt huī thī jab apnā ghar baiTh gayā
tab se jab jab bādal dekhe dil meñ ik Dar baiTh gayā
kaisā ḳhasta kaisā shikasta apnī zaat kā aivāñ thā
abhī abhī dīvār girī thī aur abhī dar baiTh gayā
aisi hi barsat hui thi jab apna ghar baiTh gaya
tab se jab jab baadal dekhe dil mein ek Dar baiTh gaya
kaisa KHasta kaisa shikasta apni zat ka aiwan tha
abhi abhi diwar giri thi aur abhi dar baiTh gaya
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.