ajnabiyon ke shahr mein gum hun magar main kaun hun
ajnabiyon ke shahr mein gum hun magar main kaun hun
Hafeez Jalandhari
MORE BYHafeez Jalandhari
ajnabiyoñ ke shahr meñ gum huuñ magar maiñ kaun huuñ
dīda-o-dil kī hai talāsh kis ko ḳhabar maiñ kaun huuñ
apnī nigāh ke sivā kuchh bhī nahīñ maiñ dekhtā
mujh ko bhī dekhnā zarā ahl-e-nazar maiñ kaun huuñ
ajnabiyon ke shahr mein gum hun magar main kaun hun
dida-o-dil ki hai talash kis ko KHabar main kaun hun
apni nigah ke siwa kuchh bhi nahin main dekhta
mujh ko bhi dekhna zara ahl-e-nazar main kaun hun
- Book : Kulliyat-e-Hafeez Jalandhari (Pg. 736)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.