apni fitrat pe naz hai mujhko
apnī fitrat pe naaz hai mujh ko
bhuul sakte nahīñ ye ahl-e-nazar
ḳhuub hañstā huuñ muskurātā huuñ
dostoñ kī sitam-zarīfī par
apni fitrat pe naz hai mujh ko
bhul sakte nahin ye ahl-e-nazar
KHub hansta hun muskuraata hun
doston ki sitam-zarifi par
- Book : Andaaz (Pg. 35)
- Author : Mahesh Chandr Naqsh
- Publication : Sangam Kitab Ghar, Delhi (1962)
- Edition : 1962
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.