apni taKHliq se hoti hai mohabbat sab ko
apnī taḳhlīq se hotī hai mohabbat sab ko
sochtā huuñ ki zarā bhī ġham-e-fardā na karūñ
jis kī taḳhlīq hai vo jaane mujhe kyā lenā
zindagī ke liye ab koī bhī saudā na karūñ
apni taKHliq se hoti hai mohabbat sab ko
sochta hun ki zara bhi gham-e-farda na karun
jis ki taKHliq hai wo jaane mujhe kya lena
zindagi ke liye ab koi bhi sauda na karun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.