balaghat ka alamiya
baat kahne kā jo Dhab ho to hazāroñ bāteñ
ek hī baat meñ kah jaate haiñ kahne vaale
lekin un ke liye har lafz kā mafhūm hai ek
kitne be-dard haiñ is shahr ke rahne vaale
baat kahne ka jo Dhab ho to hazaron baaten
ek hi baat mein kah jate hain kahne wale
lekin un ke liye har lafz ka mafhum hai ek
kitne be-dard hain is shahr ke rahne wale
- Book : auraq salnama magazines (Pg. e-254 p-242)
- Author : Wazir Agha,Arif Abdul Mateen
- Publication : Daftar Mahnama Auraq Lahore (1967)
- Edition : 1967
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.