bhure bhure baadalon se aasman labrez hai
bhūre bhūre bādaloñ se āsmāñ labrez hai
is tarah zau-pāsh hai rah rah ke māh-e-sīm-fām
jaise sāhil kī bulandī se bharī barsāt meñ
gadle paanī meñ hasīñ machhlī kā andāz-e-ḳhirām
bhure bhure baadalon se aasman labrez hai
is tarah zau-pash hai rah rah ke mah-e-sim-fam
jaise sahil ki bulandi se bhari barsat mein
gadle pani mein hasin machhli ka andaz-e-KHiram
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 142)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.