bojh itna bhar gai thi ruh-e-subuk nikal ke
bojh itnā bhar ga.ī thī rūh-e-subuk nikal ke
ik ik kā muntazir thā do-chār gaam chal ke
hālāñki ghar se turbat kuchh duur thī na apnī
pahuñchā mirā janāza kāñdhe badal badal ke
bojh itna bhar gai thi ruh-e-subuk nikal ke
ek ek ka muntazir tha do-chaar gam chal ke
haalanki ghar se turbat kuchh dur thi na apni
pahuncha mera janaza kandhe badal badal ke
- Book : Auj-e-Qamar (Pg. 164)
- Author : Ustad Sayed Mohd. Hussain Qamar Jalalvi
- Publication : Shaikh Shokat Ali And Sons (1952)
- Edition : 1952
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.