chand par pahuncha koi jhanka koi mirriKH mein
chāñd par pahuñchā koī jhāñkā koī mirrīḳh meñ
sair kar aayā hai koī chiin kī dīvār par
ham to kāhil haiñ magar is dauḌ meñ pīchhe nahīñ
lift ho to ham bhī chaḌh jaa.eñ qutub-mīnār par
chand par pahuncha koi jhanka koi mirriKH mein
sair kar aaya hai koi chin ki diwar par
hum to kahil hain magar is dauD mein pichhe nahin
lift ho to hum bhi chaDh jaen qutub-minar par
- Book : Andaz-e-Baya.n Aur (Pg. 75)
- Author : Asim Peerzadah
- Publication : Asim Peerzadah, Anbita Peerzadgan, Dist. Saharanpur, (U.P.) (2013)
- Edition : 2013
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.