chhalki saghar mein mai-e-nab gawara ban kar
chhalkī sāġhar meñ mai-e-nāb gavāra ban kar
chamkī āñkhoñ meñ mohabbat kā sitāra ban kar
''ḳhāk'' se ziist banī ziist se ehsās-e-nashāt
aur phir naach uThī husn-e-dil-ārā ban kar
chhalki saghar mein mai-e-nab gawara ban kar
chamki aankhon mein mohabbat ka sitara ban kar
KHak se zist bani zist se ehsas-e-nashat
aur phir nach uThi husn-e-dil-ara ban kar
- Book : Kulliyat-e-Ali Sardar Jafri(Vol-I) (Pg. 381)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.