darogh-goi
ab tak hai yaad mujh ko vo ḳhātūn-e-dil-nashīñ
aisī daroġh-goī to us ke hī bas kī thī
sattarah baras ke ba.ad mulāqāt jab huī
sattarah baras ke ba.ad bhī sattarah baras kī thī
ab tak hai yaad mujh ko wo KHatun-e-dil-nashin
aisi darogh-goi to us ke hi bas ki thi
sattarah baras ke baad mulaqat jab hui
sattarah baras ke baad bhi sattarah baras ki thi
- Book : excuse me (Pg. 141)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.