dekh mujhe tabib aaj puchha jo haalat-e-mizaj
dekh mujhe tabīb aaj pūchhā jo hālat-e-mizāj
kahne lagā ki lā-ilāj banda huuñ maiñ ḳhudā nahīñ
chehra tirā bhī zard hai aah laboñ pe sard hai
ye to miyāñ vo dard hai jis kī koī davā nahīñ
dekh mujhe tabib aaj puchha jo haalat-e-mizaj
kahne laga ki la-ilaj banda hun main KHuda nahin
chehra tera bhi zard hai aah labon pe sard hai
ye to miyan wo dard hai jis ki koi dawa nahin
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 19)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.