diwar-e-shab aur aks-e-ruKH-e-yar samne
dīvār-e-shab aur aks-e-ruḳh-e-yār sāmne
phir dil ke aa.ine se lahū phūTne lagā
phir vaz-e-ehtiyāt se dhundlā ga.ī nazar
phir zabt-e-ārzū se badan TūTne lagā
diwar-e-shab aur aks-e-ruKH-e-yar samne
phir dil ke aaine se lahu phuTne laga
phir waz-e-ehtiyat se dhundla gai nazar
phir zabt-e-arzu se badan TuTne laga
- Book : Nuskha Hai Vafaa (Kulliyat-e-Faiz) (Pg. 418)
- Publication : Educational Publishing House (2009)
- Edition : 2009
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.