dil-e-hasrat-zada mein ek shoala sa bhaDakta hai
dil-e-hasrat-zada meñ ek sho.ala sā bhaḌaktā hai
mohabbat aa.heñ bhartī hai tamannā.eñ tarastī haiñ
koī dekhe bharī barsāt kī rātoñ meñ haal apnā
ghaTā chhā.ī huī hotī hai aur āñkheñ barastī haiñ
dil-e-hasrat-zada mein ek shoala sa bhaDakta hai
mohabbat aahen bharti hai tamannaen tarasti hain
koi dekhe bhari barsat ki raaton mein haal apna
ghaTa chhai hui hoti hai aur aankhen barasti hain
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 118)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.