dil phir chala hai lala-o-nargis ke ru-ba-ru
dil phir chalā hai lāla-o-nargis ke rū-ba-rū
nazroñ meñ ik havas kā gulistāñ liye hue
shāyad ise ḳhabar nahīñ apne kamāl kī
ye ḳhud bhī hai bahār kā sāmāñ liye hue
dil phir chala hai lala-o-nargis ke ru-ba-ru
nazron mein ek hawas ka gulistan liye hue
shayad ise KHabar nahin apne kamal ki
ye KHud bhi hai bahaar ka saman liye hue
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.