din ki surat nazar aate hi meri raat hui
din kī sūrat nazar aate hī mirī raat huī
baazī āġhāz na paa.ī thī ki shah maat huī
zindagī bhī nahīñ samjhī mire mar-miTne ko
maut bhī pūchhtī phirtī hai ye kyā baat huī
din ki surat nazar aate hi meri raat hui
bazi aaghaz na pai thi ki shah mat hui
zindagi bhi nahin samjhi mere mar-miTne ko
maut bhi puchhti phirti hai ye kya baat hui
- Book : Kulliyat-e-Hafeez Jalandhari (Pg. 735)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.