diya nind ne aisa aankhon ko dhoka
diyā niiñd ne aisā āñkhoñ ko dhokā
ki kashtī lagī duur jā bahte bahte
vo baiThe rahe raat bhar aañkh khole
hamīñ so ga.e dāstāñ kahte kahte
diya nind ne aisa aankhon ko dhoka
ki kashti lagi dur ja bahte bahte
wo baiThe rahe raat bhar aankh khole
hamin so gae dastan kahte kahte
- Book : Andaz-e-Baya.n Aur (Pg. 114)
- Author : Asim Peerzadah
- Publication : Asim Peerzadah, Anbita Peerzadgan, Dist. Saharanpur, (U.P.) (2013)
- Edition : 2013
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.