do sal ke baad aaj bhi mehman hun unhin ka
do saal ke baa'd aaj bhī mehmāñ huuñ unhīñ kā
dahlīz meñ zinda haiñ abhī tak vahī āsār
har zarra mirī samt ko yuuñ dekh rahā hai
jaise mujhe pahchān rahe hoñ dar-o-dīvār
do sal ke ba'd aaj bhi mehman hun unhin ka
dahliz mein zinda hain abhi tak wahi aasar
har zarra meri samt ko yun dekh raha hai
jaise mujhe pahchan rahe hon dar-o-diwar
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.