dopahar hone ko hai sanna gaya jangal tamam
dopahar hone ko hai sannā gayā jañgal tamām
ik kiran shāḳhoñ se chhan kar aa rahī hai phuul par
jis tarah ik gaañv kī doshīza-e-masūm par
shahr ke be-ġhairat-o-be-mehr insāñ kī nazar
dopahar hone ko hai sanna gaya jangal tamam
ek kiran shaKHon se chhan kar aa rahi hai phul par
jis tarah ek ganw ki doshiza-e-masum par
shahr ke be-ghairat-o-be-mehr insan ki nazar
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 142)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.