Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dua

MORE BYAnwar Masood

    merī āñkhoñ ko ye āshob na dikhlā maulā

    itnī mazbūt nahīñ tāb-e-tamāshā merī

    mere T.V pe nazar aa.e na disco yā-rab

    lab pe aatī hai duā ban ke tamannā merī

    meri aankhon ko ye aashob na dikhla maula

    itni mazbut nahin tab-e-tamasha meri

    mere TV pe nazar aae na disco ya-rab

    lab pe aati hai dua ban ke tamanna meri

    Source :
    • Book : Anwar Masood Se Khalid Masood Tak (Pg. 22)
    • Author : Hassan Abbasi
    • Publication : Nastaleeq Matbuaat (2004)
    • Edition : 2004
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now