dukh ki buniyaad bana silisla-e-marg-o-hayat
dukh kī buniyād banā silisla-e-marg-o-hayāt
kaash insāñ kabhī hastī kā na hotā tālib
nīstī ādam-e-ḳhākī ke liye behtar thī
is ko hone ne Duboyā hai ba-qaul-e-'ġhālib'
dukh ki buniyaad bana silisla-e-marg-o-hayat
kash insan kabhi hasti ka na hota talib
nisti aadam-e-KHaki ke liye behtar thi
is ko hone ne Duboya hai ba-qaul-e-'ghaalib'
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.