faza umDi hui hai ek chhalakte jam ki manind
fazā umDī huī hai ik chhalakte jaam kī mānind
havā maḳhmūr hai bādal ġharīq-e-rañg-o-mastī haiñ
mirā sarshār dil mujh se ye kahtā hai ki ai 'aḳhtar'
ye būñdeñ paḌ rahī haiñ yā tamannā.eñ barastī haiñ
faza umDi hui hai ek chhalakte jam ki manind
hawa maKHmur hai baadal ghariq-e-rang-o-masti hain
mera sarshaar dil mujh se ye kahta hai ki ai 'aKHtar'
ye bunden paD rahi hain ya tamannaen barasti hain
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 118)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.