fitrat meri manind-e-nasim-e-sahari hai
fitrat mirī mānind-e-nasīm-e-saharī hai
raftār hai merī kabhī āhista kabhī tez
pahnātā huuñ atlas kī qabā lāla-o-gul ko
kartā huuñ sar-e-ḳhār ko sozan kī tarah tez
fitrat meri manind-e-nasim-e-sahari hai
raftar hai meri kabhi aahista kabhi tez
pahnata hun atlas ki qaba lala-o-gul ko
karta hun sar-e-KHar ko sozan ki tarah tez
- Book : کلیات اقبال (Pg. 462)
- Author : علامہ اقبال
- Publication : ایجوکیشنل پبلشنگ ہاؤس،دہلی (2014)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.