fughan-e-gham surud-e-anjumin malum hoti hai
fuġhān-e-ġham surūd-e-anjumīñ ma.alūm hotī hai
tapish dil kī bahār-e-yāsmīñ ma.alūm hotī hai
mirā kāfir mazāq-e-husn ab tum pūchhte kyā ho
mujhe apnī tabāhī bhī hasīñ ma.alūm hotī hai
fughan-e-gham surud-e-anjumin malum hoti hai
tapish dil ki bahaar-e-yasmin malum hoti hai
mera kafir mazaq-e-husn ab tum puchhte kya ho
mujhe apni tabahi bhi hasin malum hoti hai
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 123)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.