gham
mujh ko ġham-ḳhvārī-e-ahbāb se fursat hī nahīñ
apne ġham kī mirī nazroñ meñ haqīqat hī nahīñ
ġham ho apnā ki parāyā ba-ḳhushī piitā huuñ
sāqī-e-ġham se aqīdat hai mohabbat hī nahīñ
mujh ko gham-KHwari-e-ahbab se fursat hi nahin
apne gham ki meri nazron mein haqiqat hi nahin
gham ho apna ki paraya ba-KHushi pita hun
saqi-e-gham se aqidat hai mohabbat hi nahin
- Book : Tarana-e-Bedari (Pg. 246)
- Author : B.S.Jain 'Jauhar'
- Publication : Navrang Kitab Ghar (2005)
- Edition : 2005
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.