gard-e-nafrat se bacha leta hun daman apna
gard-e-nafrat se bachā letā huuñ dāman apnā
meñ mohabbat kā pujārī huuñ masarrat kā nadīm
lāla-o-gul kā kiyā kartī hai gulshan meñ tavāf
phir bhī kāñToñ se ulajhtā nahīñ dāmān-e-nasīm
gard-e-nafrat se bacha leta hun daman apna
mein mohabbat ka pujari hun masarrat ka nadim
lala-o-gul ka kiya karti hai gulshan mein tawaf
phir bhi kanTon se ulajhta nahin daman-e-nasim
- Book : Kulliyat-e-Ali Sardar Jafri(Vol-I) (Pg. 389)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.