Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gareban-chaak mahfil se nikal jaun to kya hoga

Makhdoom Mohiuddin

gareban-chaak mahfil se nikal jaun to kya hoga

Makhdoom Mohiuddin

MORE BYMakhdoom Mohiuddin

    garebāñ-chāk mahfil se nikal jā.ūñ to kyā hogā

    tirī āñkhoñ se aañsū ban ke Dhal jā.ūñ to kyā hogā

    junūñ laġhzisheñ ḳhud parda-dār-e-rāz-e-ulfat haiñ

    jo kahte ho sambhal jaao sambhal jā.ūñ to kyā hogā

    gareban-chaak mahfil se nikal jaun to kya hoga

    teri aankhon se aansu ban ke Dhal jaun to kya hoga

    junun ki laghzishen KHud parda-dar-e-raaz-e-ulfat hain

    jo kahte ho sambhal jao sambhal jaun to kya hoga

    Source :
    • Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 95)
    • Author : Sabir Dutt
    • Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
    • Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now