hae kya qahr thi wo pahli nazar
haa.e kyā qahr thī vo pahlī nazar
jis meñ mahsūs ye huā 'aḳhtar'
mujh pe goyā kisī ne pheñk dī haiñ
ek muTThī meñ bijliyāñ bhar kar
hae kya qahr thi wo pahli nazar
jis mein mahsus ye hua 'aKHtar'
mujh pe goya kisi ne phenk di hain
ek muTThi mein bijliyan bhar kar
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 116)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.