haal-e-dil tum se aaj kahta hun
hāl-e-dil tum se aaj kahtā huuñ
zaḳhm khātā huuñ dard sahtā huuñ
maut se ham-kanār ho kar bhī
zindagī ke qarīb rahtā huuñ
haal-e-dil tum se aaj kahta hun
zaKHm khata hun dard sahta hun
maut se ham-kanar ho kar bhi
zindagi ke qarib rahta hun
- Book : Andaaz (Pg. 41)
- Author : Mahesh Chandr Naqsh
- Publication : Sangam Kitab Ghar, Delhi (1962)
- Edition : 1962
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.