haalat-e-gulistan pe bahut humne nazar ki
hālāt-e-gulistāñ pe bahut ham ne nazar kī
apnoñ ke sivā baat kisī se na kī Dar kī
sayyād ko detā hai patā naġhma-e-bulbul
gulchīñ ko bulā letī hai ḳhushbū gul-e-tar kī
haalat-e-gulistan pe bahut hum ne nazar ki
apnon ke siwa baat kisi se na ki Dar ki
sayyaad ko deta hai pata naghma-e-bulbul
gulchin ko bula leti hai KHushbu gul-e-tar ki
- Book : Auj-e-Qamar (Pg. 165)
- Author : Ustad Sayed Mohd. Hussain Qamar Jalalvi
- Publication : Shaikh Shokat Ali And Sons (1952)
- Edition : 1952
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.