hathon se apne daman-e-duniya nikal gaya
Interesting Fact
From Part-3. 1908 (Bang-e-Dara)
hāthoñ se apne dāman-e-duniyā nikal gayā
ruḳhsat huā diloñ se ḳhyāl-e-ma.ād bhī
qānūn-e-vaqf ke liye laḌte the shaiḳh jī
pūchho to vaqf ke liye hai jā.idād bhī
hathon se apne daman-e-duniya nikal gaya
ruKHsat hua dilon se KHyal-e-maad bhi
qanun-e-waqf ke liye laDte the shaiKH ji
puchho to waqf ke liye hai jaidad bhi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.