hakla gaya jo shadi mein dulha to kya hua
haklā gayā jo shādī meñ dūlhā to kyā huā
zyāda ḳhushī meñ saañs aTaktī zarūr hai
ḳhush ho rahā thā dūlhā to qaazī ne yuuñ kahā
''bujhne se pahle sham.a bhaḌaktī zarūr hai''
hakla gaya jo shadi mein dulha to kya hua
zyaada KHushi mein sans aTakti zarur hai
KHush ho raha tha dulha to qazi ne yun kaha
bujhne se pahle shama bhaDakti zarur hai
- Book : Andaz-e-Baya.n Aur (Pg. 98)
- Author : Asim Peerzadah
- Publication : Asim Peerzadah, Anbita Peerzadgan, Dist. Saharanpur, (U.P.) (2013)
- Edition : 2013
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.