halqa-e-mai se kisi ko bhi nikalne na diya
halqa-e-mai se kisī ko bhī nikalne na diyā
uTh ke kuchh duur bhī mai-ḳhāne se chalne na diyā
daur par daur chalātī rahī ik mast nazar
aaj to jaam bhī saaqī se badalne na diyā
halqa-e-mai se kisi ko bhi nikalne na diya
uTh ke kuchh dur bhi mai-KHane se chalne na diya
daur par daur chalati rahi ek mast nazar
aaj to jam bhi saqi se badalne na diya
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 208)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.