Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hamare ahl-e-chaman humse sargiran to nahin

Nazeer Banarasi

hamare ahl-e-chaman humse sargiran to nahin

Nazeer Banarasi

MORE BYNazeer Banarasi

    hamāre ahl-e-chaman ham se sargirāñ to nahīñ

    vo chaar tinke sahī nañg-e-āshiyāñ to nahīñ

    hamāre chand nasheman jale balā se jale

    hamārā saarā gulistāñ dhuāñ dhuāñ to nahīñ

    hamare ahl-e-chaman hum se sargiran to nahin

    wo chaar tinke sahi nang-e-ashiyan to nahin

    hamare chand nasheman jale bala se jale

    hamara sara gulistan dhuan dhuan to nahin

    Source :
    • Book : Kulliyat-e-Nazeer Banarasi (Pg. 117)
    • Author : Nazeer Banarsi
    • Publication : Educational Publishing House (2014)
    • Edition : 2014
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now