hamesha waqt-e-sahar jab qarib hota hai
hamesha vaqt-e-sahar jab qarīb hotā hai
havā.eñ chaltī haiñ saarā jahān sotā hai
tujhe ḳhabar nahīñ o ġham se be-ḳhabar! us vaqt
tire paḌos meñ ik ġham-nasīb rotā hai
hamesha waqt-e-sahar jab qarib hota hai
hawaen chalti hain sara jahan sota hai
tujhe KHabar nahin o gham se be-KHabar! us waqt
tere paDos mein ek gham-nasib rota hai
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 112)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.