har ek KHushi dard ke daman mein pali hai
har ek ḳhushī dard ke dāman meñ palī hai
nisbat hai har ik naġhme ko bismil ke gulū se
pairāhan-e-gul, dast-e-sabā, panjā-e-gulchīñ
rañgīn hai har chiiz shahīdoñ ke lahū se
har ek KHushi dard ke daman mein pali hai
nisbat hai har ek naghme ko bismil ke gulu se
pairahan-e-gul, dast-e-saba, panja-e-gulchin
rangin hai har chiz shahidon ke lahu se
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 150)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 4 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.