har KHak ke putle ko ubhaara hai falak ne
har ḳhaak ke putle ko ubhārā hai falak ne
yaktā.ī ke iz.hār meñ mast ahl-e-zamīñ haiñ
har ik ko ye da.avā hai ki ham bhī haiñ koī chiiz
aur ham ko hai ye naaz ki ham kuchh bhī nahīñ haiñ
har KHak ke putle ko ubhaara hai falak ne
yaktai ke izhaar mein mast ahl-e-zamin hain
har ek ko ye dawa hai ki hum bhi hain koi chiz
aur hum ko hai ye naz ki hum kuchh bhi nahin hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.