har nafas be-sar-o-saman nazar aai hai
har nafas be-sar-o-sāmān nazar aa.ī hai
zulf ke misl pareshān nazar aa.ī hai
jab bhī ā.īna-e-hālāt meñ dekhā maiñ ne
zindagī har tarah tūfān nazar aa.ī hai
har nafas be-sar-o-saman nazar aai hai
zulf ke misl pareshan nazar aai hai
jab bhi aaina-e-haalat mein dekha main ne
zindagi har tarah tufan nazar aai hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.