Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hasin kitni hai duniya-e-rang-o-bu apni

JaiKrishn Chaudhry Habeeb

hasin kitni hai duniya-e-rang-o-bu apni

JaiKrishn Chaudhry Habeeb

MORE BYJaiKrishn Chaudhry Habeeb

    hasīn kitnī hai duniyā-e-rañg-o-bū apnī

    magar nahīñ hai use ehtiyāj-e-lafz-o-bayāñ

    hai kār-ḳhāne meñ masrūf-e-kār garche koī

    magar na paañv aahaT na hai sadā-e-zabāñ

    hasin kitni hai duniya-e-rang-o-bu apni

    magar nahin hai use ehtiyaj-e-lafz-o-bayan

    hai kar-KHane mein masruf-e-kar garche koi

    magar na panw ki aahaT na hai sada-e-zaban

    Source :
    • Book : نغمۂ زندگی (Pg. 105)
    • Author : جے کرشن چودھری حبیب
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now