hawa ke sayyal bazuon par ghaTa ke shab-rang karwan hain
havā ke sayyāl bāzuoñ par ghaTā ke shab-rañg kārvāñ haiñ
nasīm-e-mastāna raqs meñ hai fazā meñ nashsha sā chhā rahā hai
ḳhunuk tarā.ī ke sañg paare asar meñ Duube hue paḌe haiñ
ki jaise koī hasīñ nahā kar ghanerī zulfeñ sukhā rahā hai
hawa ke sayyal bazuon par ghaTa ke shab-rang karwan hain
nasim-e-mastana raqs mein hai faza mein nashsha sa chha raha hai
KHunuk tarai ke sang pare asar mein Dube hue paDe hain
ki jaise koi hasin naha kar ghaneri zulfen sukha raha hai
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 142)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.