hawa thi ThanDi ThanDi chandni thi aur dariya tha
havā thī ThanDī ThanDī chāñdnī thī aur dariyā thā
kahīñ nazdīk hī jañgal meñ koī giit gaatā thā
fazā meñ ras bhare naġhmoñ kī halkī halkī bārish thī
mire dāman meñ chham-chham āñsuoñ kā meñh barastā thā
hawa thi ThanDi ThanDi chandni thi aur dariya tha
kahin nazdik hi jangal mein koi git gata tha
faza mein ras bhare naghmon ki halki halki barish thi
mere daman mein chham-chham aansuon ka meinh barasta tha
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 111)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.