husn-e-butan ko dekh ke main dang rah gaya
husn-e-butāñ ko dekh ke maiñ dañg rah gayā
hairat kā merī āñkhoñ meñ ik rañg rah gayā
jis qāfila ke saath thā mujh sā shikasta-pā
pīchhe vo qāfila ka.ī farsañg rah gayā
husn-e-butan ko dekh ke main dang rah gaya
hairat ka meri aankhon mein ek rang rah gaya
jis qafila ke sath tha mujh sa shikasta-pa
pichhe wo qafila kai farsang rah gaya
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 243)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.