Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

id ka din hai faza mein gunjte hain qahqahe

Ahmad Nadeem Qasmi

id ka din hai faza mein gunjte hain qahqahe

Ahmad Nadeem Qasmi

MORE BYAhmad Nadeem Qasmi

    iid din hai fazā meñ gūñjte haiñ qahqahe

    jhūltī haiñ laḌkiyāñ jhūloñ pe gaatī haiñ malhār

    merā jhūlā jis se haiñ lipTe hue sarsoñ ke phuul

    dekhtā hai ek nukkaḌ ko lapak kar baar baar

    id ka din hai faza mein gunjte hain qahqahe

    jhulti hain laDkiyan jhulon pe gati hain malhaar

    mera jhula jis se hain lipTe hue sarson ke phul

    dekhta hai ek nukkaD ko lapak kar bar bar

    Source :
    • Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 169)
    • Author : Sabir Dutt
    • Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
    • Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar

    Register for free
    Speak Now